Saturday, August 6, 2011

KAYA YAHI HAI JINDGI

KAYA YAHI HAI JINDGI




KABHI HASTE HAI TO KABHI ROTE HAI,

KAYA YAHI HAI JINDGI

KABHI GIRTE HAI TO KABHI UTHTE HAI ,

KAYA YAHI HAI JINDGI.



KABHI PATE HAI TO KABHI KHOTE HAI ,

KAYA YAHI HAI JINDGI

KABHI KOI MIL GAYA , KABHI KHO GAYA

KAYA YAHI HAI JINDGI



KISI NE DIL TODE DIYA KISI NE JODE DIYA

KAYA YAHI HAI JINDGI

KABHI MUHABBAT HAI TO KABHI NAFRAT HAI

KAYA YAHI HAI JINDGI

KABHI PAYAR HAI TO KABHI GUSSA HAI

KAYA YAHI HAI JINDGI



RAJ SAGAR